% \startsong \stitle{diiwaalii kii raat piyaa ghar aane waale hai.n}% \film{Amar Kahani}% \year{1949}% \starring{Suraiyya, Jairaaj, Mehra, Ranjana}% \singer{Suraiyya}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12038 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ( diiwaalii kii raat piyaa ghar aane waale hai.n sajan ghar aane waale hai.n balam ghar aane waale hai.n ) \-2 ( jhuum\-jhuum kar diye kii baatii mere dil ko kare ishaaraa ) \-2 ( jaan ga_ii mai.n aane waalaa hai teraa saajan pyaaraa ) \-2 diiwaalii kii raat piyaa ghar aane waale hai.n sajan ghar aane waale hai.n balam ghar aane waale hai.n ( jin galiyo.n se aaye balamawaa un galiyo.n me.n nain bichhaa_uu.N ( qadam\-qadam par aashaa_o.n ke diip jalaatii jaa_uu.N ) \-2 diiwaalii kii raat piyaa ghar aane waale hai.n sajan ghar aane waale hai.n balam ghar aane waale hai.n ( aaj raat aa.Nkho.n\-aa.Nkho.n me.n kah duu.Ngii sab dil kii baate.n ) \-2 ( roz\-roz kab aatii hai.n ye madur milan kii raate.n ) \-2 ( diiwaalii kii raat piyaa ghar aane waale hai.n sajan ghar aane waale hai.n balam ghar aane waale hai.n ) \-2 % #endindian \endsong