% \startsong \stitle{Kushii to qaid me.n hai ... rotaa hai meraa dil}% \film{Baadal}% \year{1951}% \starring{Premnath, Madhubala, Purnima}% \singer{Lata}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11897 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % Kushii to qaid me.n hai ye ko_ii jiinaa bhii jiinaa hai are zaalim zamaane tuu ne dil kaa chain chhiinaa hai rotaa hai meraa dil kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N jiinaa bhii hai mushqil kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N kyaa karuu.N kyaa karuu.N rotaa hai meraa dil kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N ( taqadiir ne mujhako luuT liyaa har aas kaa suuraj Duub gayaa har aas kaa suuraj Duub gayaa ) \-2 ye Gam kii ghaTaaye.n aisii uThii.n ummiid pe paanii pher diyaa \-2 ab duur hu_ii manzil kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N ye phuul Kushii ke kaa.NTe hai.n ham chupake\-chupake rote hai.n chupake\-chupake rote hai.n ai maut gavaahii denaa tuu ham pyaar pe qurbaa.N hote hai.n \-2 duniyaa hai ba.Dii qaatil kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N kyaa karuu.N kyaa karuu.N rotaa hai meraa dil kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N mar jaaye.n to itanaa kar denaa do aa.Nsuu aa ke cha.Dhaa denaa \-2 is pyaar kii uja.Dii bastii me.n ik yaad kaa diip jalaa denaa \-2 tum ho naa sake haasil kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N kyaa karuu.N kyaa karuu.N rotaa hai meraa dil kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N rotaa hai meraa dil % #endindian \endsong