% \startsong \stitle{baaGo.n me.n bahaaro.n me.n iThalaataa gaataa aayaa ko_ii}% \film{Chhoti Behan}% \year{1959}% \starring{Balraj Sahni, Nanda, Rehman, Shyama, Mehmood, Shubha Khote}% \singer{Lata}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10864 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % baaGo.n me.n bahaaro.n me.n iThalaataa gaataa aayaa ko_ii naazuk\-naazuk kaliyo.n ke dil ko dha.Dakaataa aayaa ko_ii aayaa ko_ii aayaa ko_ii hoy baaGo.n me.n bahaaro.n \threedots bhiinii havaa uudii ghaTaa kahe tere aa.Ngan me.n barasegaa pyaar phuulo.n ke haar le ke bahaar karane ko aa_ii mere solah\-si.ngaar ra.ngo.n kii uma.ngo.n kii gaagar chhalakaataa aayaa ko_ii aayaa ko_ii aayaa ko_ii hoy baaGo.n me.n bahaaro.n \threedots sapano.n ke jaal ra.ngii.n Kyaal de ke hichakole kahe.n aa.Nkh na khol dil kii ye baat dil kaa ye raaz jaane na ko_ii tuu kuchh na bol aa.Nkho.n ke ishaaro.n se sab kuchh samajhaataa aayaa ko_ii aayaa ko_ii aayaa ko_ii hoy baaGo.n me.n bahaaro.n \threedots chhaayaa hai aaj rimajhim kaa raag phir bhii hai mere dil ko unakaa hii Gam sakhiyo.n se duur apano.n se duuur kise hai Kabar kal kahaa.N ho.nge ham ulajhan kii diivaaro.n se dil ko Takaraataa aayaa ko_ii aayaa ko_ii aayaa ko_ii hoy baaGo.n me.n bahaaro.n \threedots % #endindian \endsong