% \startsong \stitle{gusse me.n jo nikharaa hai us husn kaa kyaa kahanaa}% \film{Dil Hi To Hai}% \year{1963}% \starring{Raj Kapoor, Nutan, Pran}% \singer{Mukesh}% \music{Roshan}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10495 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % gusse me.n jo nikharaa hai us husn kaa kyaa kahanaa kuchh der abhii hamase tum yuu.N hii Kafaa rahanaa \-2 is husn ke saagar kii ik buu.Nd churaa le.n ham \-2 in garm nigaaho.n ko siine se lagaa le.n ham \-2 ( pal bhar isii aalam me.n ) \-2 ai jaan\-e\-adaa rahanaa kuchh der abhii hamase \threedots ye bahakaa hu_aa cheharaa ye bikharii hu_ii zulfe.n \-2 ye cha.Dhatii hu_ii dha.Dakan ye ba.Dhatii hu_ii saa.Nse.n \-2 ( saamaan\-e\-kazaa ho tum ) \-2 saamaan\-e\-kazaa rahanaa kuchh der abhii hamase \threedots pahale bhii hasii.n thii.n tum lekin ye haqiiqat hai \-2 vo husn musiibat thaa ye husn qayaamat hai \-2 ( auro.n se to ba.Dhakar ho ) \-2 khud ke bhii sivaa rahanaa kuchh der abhii hamase \threedots % #endindian \endsong