% \startsong \stitle{ajii ham dillii ke daade hai.n}% \film{Dilli Ka Dada}% \year{1962}% \starring{Sheikh Mukhtar, Shekhar, Sahira, Nishi}% \singer{Mukesh, Mahendra Kapoor}% \music{N Dutta}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10290 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mu \: ajii ham dillii ke daade hai.n ma \: daade kyaa paradaade hai.n do \: buro.n ke haq me.n Te.Dhe hai.n bhalo.n ke haq me.n saade hai.n ham dillii ke daade hai.n \threedots mu \: shahar kii chau.Dii sa.Dako.n par ham siinaa taan ke chalate hai.n ma \: dhan\-daulat vaale bha.Dabhuuje hamako dekh ke jalate hai.n do \: ajii unake aur iraade hai.n apane aur iraade hai.n are ham dillii ke daade hai.n \threedots mu \: jaamaa maszid kii sii.Dhii par baiTh kar khicha.Daa khaate hai.n laal qile ke agale\-pichhale sab qisse doharaate hai.n do \: ajii yuu.N lagataa hai jaise ham laavaaris shahazaade hai.n are ham dillii ke daade hai.n \threedots mu \: do din apanaa bai.nD bajaa kar ga_ii huquumat goro.n kii ma \: lekin ab bhii dhau.ns hai baakii chor\-munaafaaKoro.n kii dekhe.n kab tak puure ho.n jo sarakaar ke vaade hai.n do \: dillii ke daade hai.n \threedots % #endindian \endsong