% \startsong \stitle{jay ho raadheshyaam kii ... ii hai bamba_ii nagariyaa tuu dekh}% \film{Don}% \year{1978}% \starring{Amitabh Bachchan, Zeenat, Helen}% \singer{Kishor}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Anjaan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11278 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % jay ho raadheshyaam kii jay ho siyaaraam kii aur jay ho bamba_iidhaam kii ii he ii hai ii hai bamba_ii nagariyaa tuu dekh babuu_aa \-2 sone\-chaa.Ndii kii Dagariyaa tuu dekh babuu_aa ( jaaduu\-Tone kii bajariyaa me.n ) \-2 maayaa kii nagariyaa me.n badale jhaTapaT badale muqaddar kaa lekh babuu_aa ii hai bamba_ii nagariyaa \threedots o dekho duur\-duur se \-2 log duur\-duur se ihaa.N aate hai.n daa.Nv lagaane \-2 des\-gaa.Nv chho.D ke priit\-pyaar to.D ke ( soyaa\-soyaa nasiibaa jagaane ) \-2 ( are apanaa kyaa hogaa ) \-2 hogaa so hogaa paasaa hamane diyaa hai phe.nk babuu_aa ii hai bamba_ii nagariyaa \threedots ( o ko_ii maalaamaal hai ) \-2 ko_ii ta.ngahaal hai zindagii hai ihaa.N kii niraalii \-2 maal kitanaa bharaa phir bhii dekho zaraa ihaa.N har aadamii hai savaalii \-2 biga.Dii banaa le are biga.Dii banaa le tuu ##cash## karavaa le apane muqaddar kaa ##cheque## babuu_aa ii hai bamba_ii nagariyaa \threedots ye shaharo.n me.n shahar hai shahar bamba_iivaa are vaah\-vaah bamba_iivaa ye baat sabhii ulTii phir bhii vaah re bamba_iiyaa \-2 bin paanii kaa dhobii taalaab dekho dekho ihaa.N retii pe paanii kaa bhaav dekho dekho gho.Do.n pe karo.Do.n kaa daa.Nv dekho hasiino.n se sabhii kaa lagaav dekho ko_ii ba.ndar nahii.n hai phir bhii naam baandraa ##chrch## kaa ##gate## hai ( ##church## hai laapataa ) \-3 ajab hai ye ra.ng anokhaa hai Dha.ng na_ii hai tara.ng na_ii hai uma.ng ko_ii ka.njuus hai ko_ii hai mala.ng machii hai yahaa.N dekho aapas me.n ja.ng aahaa ( aapas me.n ja.ng ) \-2 de ghumaa ke are samundar me.n jaise hai ghul ga_ii bha.ng ye ra.ng dekh ke mai.n ho gayaa da.ng to kyaa samajhe ii hai bamba_ii nagariyaa \threedots % #endindian \endsong