% \startsong \stitle{aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar}% \film{Doctor}% \year{1941}% \starring{Pankaj Mullick, Ahinda Choudhary, Amar Mallick, Jyoti Prakash}% \singer{Pankaj Mullick/ Pankaj Mullick, Bharati}% \music{Pankaj Mullick}% \lyrics{}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11991 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % aa haa haa aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar aa aa aa aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar gulashan me.n gulashan me.n liye phuulo.n ke haar aa aa aa aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar aa aa aa aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar aa haa haa mere dil me.n bhii taazaa uma.nge.n ba.Dhii.n \-2 aarazuuye.n ba.Dhii aur kaisii ba.Dhii.n liye phuulo.n ke haar aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar aa aa aa aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar aa haa haa ( mastii se Daalii jo yuu.N jhuum uThii.n is mast se inakii aa.Nkhe.n la.Dii.n ) \-2 aaj har phuul par aaj har phuul par hai na_ii taazagii ra.ng chuukhaa anokhaa hai Kushbuu na_ii andaliibe.n pukaarii.n jyuu.N hii ye sunaa liye phuulo.n ke haar aa aa aa aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar aa haa haa aaj phuulo.n kaa bulabul se biyaah hone ko hai \-2 ( aaj thaalo.n me.n sandal aane ko hai aaj pyaalo.n me.n ubaTan aane ko hai ) \-2 aavo taraane chhe.De.n naye aa_o mil\-jul ke gaane gaaye.n naye aa_o shaadii rachaaye.n shor ham sab naye hai ye shaadii na_ii aa_o duniyaa badalane kaa din aa gayaa liye phuulo.n ke haar aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar aa aa aa aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar % #endindian \endsong