% \startsong \stitle{ai munnaa ##mobile## ai pappuu ##pager## ... apanaa chal gayaa chakkar}% \film{Hum Kisise Kum Nahin}% \year{2002}% \starring{Amitabh Bachchan, Ajay Devgan, Sanjay Dutt, Aishwarya Rai}% \singer{Sonu Nigam, Annu Malik, Chorus}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ##hello## haa.N bol ai munnaa bhaa_ii apanaa chal gayaa chakkar re sahii hai bii.Duu taakii chikii taakii chikii taan taare taakii chikii taakii chikii tananan tananan huu.n haa.n haa.n ai munnaa ##mobile## ai pappuu ##pager## ai ulhaas bhaa_ii meraa chal gayaa chakkar he munnaa bhaa_ii \threedots shaam savere dil me.n mere ##love## kaa kii.Daa hai yahii hai vo bulabul jisase Taa.nkaa bhi.Daa hai apun kaa sahii hai bii.Duu haay re aa_ii re aa_ii re ho_e ho_e taakii chikii \threedots bhaa_ii log me.n vaT chalataa hai apanaa apanaa apun ko paanaa har la.Dakii kaa sapanaa taakii chikii \threedots he bhaa_ii log \threedots aur terii ye javaanii do din kii hai bas raanii are samajh na tuu ye diivaanii ai gulluu goTiyaa sun daga.Duu Dhakkan ai pakiyaa bhaa_ii ab to Tan TanaaTan shaam savere \threedots mohalle me.n ##hero## kaa hai darjaa darjaa har galii har ghar me.n meraa charchaa charchaa taakii chikii \threedots pan mujhako jo lalachaa_e pal pal dil ko ta.Dapaa_e vo haTake hai.n terii adaa_e.N ai ##rambo rifle## sun haniif haTele ai gaffuur bhaa_ii ab to ho.nge phere shaam savere \threedots ai pakiyaa ai munnaa ulhaas ai Dhakkan daga.Duu ai haTele haniif ##rambo## ai gaffuur bhaa_ii apanaa to chakkar chal gayaa he % #endindian \endsong