% \startsong \stitle{ba.Dii mushkil hai tujhe bhuul jaanaa}% \film{Hum Hain Rahi Pyar Ke}% \year{1960s Not Released}% \starring{}% \singer{Lata, Talat}% \music{Khaiyyam}% \lyrics{Jaan Nisar Akhtar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10273 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ta \: ba.Dii mushkil hai \-2 tujhe bhuul jaanaa \-2 ba.Dii mushkil hai \threedots la \: ba.Daa sa.ngadil hai \-2 ye zaalim zamaanaa \-2 ba.Daa sa.ngadil hai \threedots la \: zamaanaa vafaa kii ( sazaa de rahaa hai ) \-2 tumhe.n dil ta.Dap kar ( sadaa de rahaa hai ) \-2 bane ham nishaanaa zaraa dekh jaanaa ta \: ba.Dii mushkil hai \threedots vahii aag ab tak ( lagii hai jigar me.n ) \-2 tumhaarii hii suurat ( basii hai nazar me.n ) \-2 kiyaa har bahaanaa magar dil na maanaa la \: ba.Daa sa.ngadil hai \threedots kahaa.N le ke jaa_e.N ( ye aa.Nsuu ye aahe.n ) \-2 nibhaa_e.N to kaise ( mohabbat nibhaa_e.N ) \-2 sadaa zaKm khaanaa magar muskuraanaa ta \: ba.Dii mushkil hai \threedots la \: ba.Daa sa.ngadil hai \threedots % #endindian \endsong