% \startsong \stitle{bahe a.Nkhiyo.n se dhaar jiyaa meraa beqaraar ... dil to.D ke}% \film{Hum Log}% \year{1951}% \starring{Nutan, Shyama, Balraj Sahni}% \singer{Lata}% \music{Roshan}% \lyrics{Udhav Kumar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11901 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ( bahe a.Nkhiyo.n se dhaar jiyaa meraa beqaraar suno suno diladaar jaa_oge kahaa.N dil to.D ke dil to.D ke ) \-2 ( o saathii merii taqadiir ke tumhe.n kaise dikhaa_uu.N dil chiir ke ) \-2 meraa pahalaa\-pahalaa pyaar merii pahalii\-pahalii haar suno suno diladaar jaa_oge kahaa.N dil to.D ke dil to.D ke ( merii duniyaa to hai barabaad hii lete jaa_o tum apanii yaad bhii ) \-2 liye a.nsu_o.n ke haar karuu.N tumase pukaar suno suno diladaar jaa_oge kahaa.N dil to.D ke dil to.D ke jab nazare.n kisii ko na paaye.ngii mose ratiyaa.N guzaarii na jaaye.ngii leke dil me.n intazaar kaise biitegii bahaar suno suno diladaar jaa_oge kahaa.N dil to.D ke dil to.D ke bahe a.Nkhiyo.n se dhaar jiyaa meraa beqaraar suno suno diladaar jaa_oge kahaa.N dil to.D ke dil to.D ke % #endindian \endsong