% \startsong \stitle{baago.n kii tuu raanii hai haa.N huu.N ... baago.n kaa tuu raajakumaar}% \film{Jaani Dost}% \year{1983}% \starring{Dharmendra, Parveen Babi, Jeetendra, Sridevi, Amjad Khan, Asrani}% \singer{Kishor, Asha}% \music{Bappi Lahiri}% \lyrics{Indivar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % baago.n kii tuu raanii hai haa.N huu.N \-3 amavaa par chhaa_ii javaanii hai haa.N huu.N \-3 sebo.n pe aa ga_ii laalii mahakane lage anaar o baago.n kaa tuu raajakumaar haa.N huu.N \-3 tere li_e hai inakii bahaar haa.N huu.N \-3 o kaliyaa.n aa_ii.n shabaabo.n par phuulo.n pe aayaa nikhaar o baago.n kii tuu raanii hai haa.N huu.N \-3 are baago.n kaa tuu raajakumaar haa.N huu.N \-3 a.nguurii bele.n aapas me.n khele.n mausam\-e\-gul ke mele ko chamake papiitaa sone jaisaa ra.ng dekho alabele ko dekho dekho ar ra ra dekho na jaamun sii aa.Nkhe.n chiikuu sii baate.n ho.nTh sa.ntare ke jaise tere badan ke aage chaman ko dekhuu.n to kaise dekhuu.n chal dekho dil ko sambhaalo burii nigaahe.n na Daalo naa naa naa naa naa naa naa milaa hai tumako to abhii ko_ii akhtiyaar ai baago.n kii tuu raanii hai \threedots chal jaa re mahak ga_e sa.ntare to pak ga_e lachake Daalii Daalii kare na chorii ko_ii o gorii kahaa.n hai inakaa maalii bolo bolo are bolo bolo maalii banegaa vahii jo inakii kar paa_e rakhavaalii ab tak maine sambhaalii ye bagiyaa ab na jaa_e sambhaalii chun le tuu mujhako maalii karuu.ngaa mai.n rakhavaalii chhuu na paa_e tujhe ko_ii karuu.ngaa paharedaarii baago.n kii tuu raanii hai \threedots % #endindian \endsong