% \startsong \stitle{ek thaa abdul rahamaan ek thii abdul rahamaniyaa}% \film{Manmauji}% \year{1962}% \starring{Sadhna, Kishore Kumar, Naaz}% \singer{Kishor, Lata}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10578 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ki \: ek thaa abdul rahamaan la \: sachchii ki \: haa.N ek thaa abdul rahamaan ek thii abdul rahamaniyaa ab mai.n huu.N ik manamaujii tuu ban jaa manamaujaniyaa.N ho ho ho ho la \: sun\-sun mere manamaujii mai.n huu.N terii sajaniyaa.N tuu kar de ek ishaaraa mai.n chho.Duu.N saarii duniyaa ho ho ho ki \: mai.n diivaanaa aavaaraa mujhako log kahe.n naakaaraa zaraa soch le besahaare ko banaayaa tuune apanaa sahaaraa zaraa soch le la \: ho ( maine taajamahal kab maa.Ngaa ) \-2 tuune pyaar diyaa jab maa.Ngaa \-2 sun shaahajahaa.N mere dil ke mai.n huu.N dil se terii shaahajahaniyaa.N \-3 ki \: ek thaa abdul rahamaan \threedots la \: ab tuu hai ik manamaujii mai.n terii manamaujaniyaa.N do \: ho ho ho ho la \: raajaa mujhe kaa.Nch kii tuu chuu.Dii laa de \-2 sone ke naa chaa.Ndii ke mai.n maa.Nguu.N vaade dukh sukh tere\-mere aadhe\-aadhe raajaa mujhe kaa.Nch kii tuu chuu.Dii laa de ki \: gariibo.n kii mohabbat zamaane se niraalii iraade ba.De\-ba.De aur jebe.n khaalii\-khaalii \-2 la \: tuu jo pyaar se mujhe de\-de mujhe pyaarii hai terii do_aniyaa.N terii do_aniyaa.N ho terii do_aniyaa.N ki \: ik thaa abdul rahamaan \threedots la \: ab tuu hai ik \threedots ki \: teraa ek nazaaraa kaafii hai mere li_e \-2 zulfo.n kaa sahaaraa kaafii hai mere li_e aa.Nkho.n kaa ishaaraa kaafii hai mere li_e ho ho teraa ek nazaaraa kaafii hai mere li_e la \: ho raajaa dekh liyaa tujhe jab se \-2 maine chaa.Nd naa dekhaa tab se \-2 tuune duniyaa hii dil kii badal dii do \: ai mohabbat terii meharabaaniyaa.N \-3 ki \: ik thaa abdul rahamaan \threedots la \: sun\-sun mere manamaujii \threedots % #endindian \endsong