% \startsong \stitle{chhii chhii ronaa kaam hai bachcho.n kaa}% \film{Moti Mahal}% \year{1952}% \starring{Suraiya, Ajeet, Satish, Veera, Jivan, Rupmala, Ratan Kumar}% \singer{Suraiya, Shamshad}% \music{Hansraj Behl}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12575 [V S Rawat], 10/02/2004 % \printtitle #indian % chhii chhii chhii chhii chhii chhii chhii chhii chhii chhii chhii ronaa kaam hai bachcho.n kaa aur himmat ke kachcho.n kaa qadam ba.Dhaa ke piichhe haTanaa kaam nahii.n hai sachcho.n kaa chhii chhii chhii chhii chhii ronaa kaam hai bachcho.n kaa aur himmat ke kachcho.n kaa qadam ba.Dhaa ke piichhe haTanaa kaam nahii.n hai sachcho.n kaa ( rone se jag aur rulaaye jhukane se jag aur jhukaaye ) \-2 himmat waale kab rukate hai.n duniyaa kaa.NTe laakh bichhaaye chhii chhii chhii chhii chhii ronaa kaam hai bachcho.n kaa aur himmat ke kachcho.n kaa qadam ba.Dhaa ke piichhe haTanaa kaam nahii.n hai sachcho.n kaa ( jhuuTh kaa diip nahii.n jal sakataa paap kabhii nahii.n phal sakataa ) \-2 anyaayii kaa zor kisii pe roj\-roj nahii.n chal sakataa chhii chhii chhii chhii chhii ronaa kaam hai bachcho.n kaa aur himmat ke kachcho.n kaa qadam ba.Dhaa ke piichhe haTanaa kaam nahii.n hai sachcho.n kaa ye aa.Nsuu tuufaan banaa le tuufaan banaa le \-2 in aa.Nkho.n me.n aag chhupaa le aag chhupaa le \-2 teraa sar bulaaye kisako \-2 ( apanii biga.Dii aap banaa le aap banaa le ) \-3 ronaa kaam hai bachcho.n kaa aur himmat ke kachcho.n kaa qadam ba.Dhaa ke piichhe haTanaa kaam nahii.n hai sachcho.n kaa ( chhii chhii chhii chhii chhii chhii chhii chhii chhii chhii chhii ) \-2 % #endindian \endsong %