% \startsong \stitle{ab mujhe raat din tumhaaraa hii khyaal hai}% \film{Non-Film}% \year{1998}% \starring{}% \singer{Sonu Nigam}% \music{Sajid Wajid}% \lyrics{Faiz Anwar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ab mujhe raat din tumhaaraa hii khyaal hai kyaa kahuu.n pyaar me.n diivaano.n jaisaa haal hai diivaano.n jaisaa haal hai tumhaaraa hii khyaal hai tujhako dekhe binaa chain milataa nahii.n dil pe ab to ko_ii zor chalataa nahii.n jaaduu hai kaisaa dil kii lagii me.n Duub gayaa huu.N is bekhudii me.n ab mujhe raat din \threedots har pal Dhuu.nDhe.n nazar tumako hii jaan\-e\-man had se ba.Dhane lagaa meraa diivaanaapan dil me.n basaa luu.n apanaa banaa luu.n yaa phir nazar me.n tumako chhupaa luu.n ab mujhe raat din \threedots % #endindian \endsong