% \startsong \stitle{apanaa to zamaane me.n itanaa hii fasaanaa hai}% \film{Nayaa Andaaz}% \year{1956}% \starring{Kishore Kumar, Meena Kumari}% \singer{Kishor}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Jaan Nisar Akhtar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10537 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % apanaa to zamaane me.n itanaa hii fasaanaa hai kuchh ham bhii diivaane hai.n kuchh dil bhii diivaanaa hai hamase to ko_ii puuchhe vo mast nazar kyaa hai \-2 jiine kaa sahaaraa hai marane kaa bahaanaa hai kuchh ham bhii diivaane \threedots bhuule se kabhii hamane qaatil na kahaa unako dil jinakii adaa_o.n kaa Kaamosh nishaanaa hai apanaa to zamaane \threedots ye raaz hai ulfat kaa duniyaa ise kyaa jaane nazaro.n kaa churaanaa hii nazaro.n kaa milaanaa hai apanaa to zamaane \threedots ma.nzil kahaa.N hai ai dil ham ishq ke maaro.n kii ham jaa ke jahaa.N baiThe vahii.n apanaa Thikaanaa hai apanaa to zamaane \threedots % #endindian \endsong