% \startsong \stitle{aa ga_e dil me.n tum merii mahafil me.n tum}% \film{Naazneen}% \year{1951}% \starring{Nasir Khan, Madhubala, Agha, Jayant, Om Prakash, Amjad Khan}% \singer{Lata}% \music{Gulam Mohammad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10200 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: First film of Amjad Khan as child artist % \printtitle #indian % aa ga_e dil me.n tum merii mahafil me.n tum bach ke nazaro.n se merii kahaa.N jaa_oge aa_e milane ke din phuul khilane ke din ham pukaare.nge aur tum chale aa_oge terii Kaatir yahaa.N mujhako aanaa pa.Daa giit gaayaa hu_aa phir se gaanaa pa.Daa dekh le hai muhabbat me.n itanaa asar mil ga_ii phir hamaarii tumhaarii nazar zindagii hai javaa.N ab judaa_ii kahaa.N jis jagah jaa_oge tum hame.n paa_oge aa ga_e dil me.n tum \threedots % #endindian \endsong