% \startsong \stitle{are pyaar karanaa nahii.n aayaa hame.n}% \film{Neeyat}% \year{1980}% \starring{Shashi Kapoor, Jitendra, Rekha, Rakesh Roshan, Bindu, Ranjit}% \singer{Kishor}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Indeevar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11293 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % are pyaar karanaa nahii.n aayaa hame.n pyaar karanaa nahii.n aayaa kar baiThe ye kyaa kar baiThe Kud ko miTaa liyaa hamane ghar ko jalaa diyaa hamane ghar baiThe ye kyaa kar baiThe pyaar karanaa nahii.n \threedots milii ik dilarubaa dil meraa le ga_ii umr bhar ke li_e dard\-e\-dil le ga_ii dekhaa jis roz se usii ke ho ga_e Dhuu.NDhate\-Dhuu.NDhate ham to Kud hii ko kho ga_e aa.Nkhe.n to yaad hai.n doo\-jahaa.N bhuul ga_e ye kisali_e hai kahaa.N bhuul ga_e jisane banaayaa diivaanaa usane hii hamako ( na jaanaa ) \-2 ham kis par mar baiThe pyaar karanaa nahii.n \threedots jo bhii ho shart terii vahii ma.nzuur hame.n apanii nazaro.n se magar na karanaa duur hame.n meraa aramaan hai tuu tuu hii jiine kii adaa maaf sau Kuun tujhe maaf har ek Kataa kyo.nki tuu hai mere dard\-e\-dil kii davaa merii hii tuu bane maa.Ngii hai ye du_aa kuchh bhii ho paa ke rahe.nge tujhe apanaa banaa kar rahe.nge \-2 iraadaa kar baiThe pyaar karanaa nahii.n \threedots % #endindian \endsong