% \startsong \stitle{baaGo.n me.n phuul kisane khilaa_e hai.n maine to nahii.n}% \film{Night In London}% \year{1967}% \starring{Biswajeet, Mala Sinha}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11037 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % la \: baaGo.n me.n phuul kisane khilaa_e hai.n ra \: maine to nahii.n maine to nahii.n la \: chor kaun taare kisane churaa_e hai.n ra \: maine to nahii.n maine to nahii.n taubaa la \: taubaa kaa savaal kyaa taubaa maine kii nahii.n ra \: kaisaa ye suruur hai maine pii hai jii nahii.n phir mere hosh kisane u.Daa_e hai.n ra \: maine to nahii.n maine to nahii.n la \: aaKir is jahaan me.n hotii hai ye baat kyo.n do aur do jamaa kare.n to banate nahii.n paa.Nch kyo.n do aur do chaar kisane banaa_e hai.n ra \: maine to nahii.n maine to nahii.n la \: ye jo dil ke saaz the vo to be\-aavaaz the tere mere pyaar ke afasaane to raaz the raaz sabako ye kisane bataa_e hai.n tuune to nahii.n tuune to nahii.n ra \: maine to nahii.n maine to nahii.n % #endindian \endsong