% \startsong \stitle{ra.ng dil kii dha.Dakan bhii laatii to hogii}% \film{Patang}% \year{1960}% \starring{Mala Sinha, Rajendra Kumar, Ulhas, Raj Mehra, Achala, Manorama}% \singer{Lata}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10150 [V S Rawat] % Transliterator: % Credits: Abhay Phadnis % Comments: % \printtitle #indian % ra.ng dil kii dha.Dakan bhii laatii to hogii yaad merii unako bhii aatii to hogii ra.ng dil kii dha.Dakan \threedots o ( pyaar kii Kushbuu kahaa.N aatii thii kaliyo.n se ho ke aa_ii hai havaa bhii unakii galiyo.n se ) \-2 chhuu ke unake daaman ko aatii to hogii ra.ng dil kii dha.Dakan \threedots o ye bahaare.n ye samaa.N sab usake dam se hai vo piyaa kuchh\-kuchh Kafaa rahataa jo hamase hai jaan kuchh\-kuchh usakii bhii jaatii to hogii ra.ng dil kii dha.Dakan \threedots ( jaa rii ai titalii nagariyaa pii kii tuu jaanaa ho bhalaa teraa Kabar kuchh unakii le aanaa ) \-2 tuu vahaa.N pe vaise bhii jaatii to hogii ra.ng dil kii dha.Dakan \threedots % #endindian \endsong