% \startsong \stitle{ai baabuu ye ##public## hai ... sab jaanatii hai}% \film{Roti}% \year{1974}% \starring{Rajesh Khanna, Mumtaz, Jagdip}% \singer{Kishore}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11554 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ai baabuu ye ##public## hai ##public## ye jo ##public## hai sab jaanatii hai ye jo ##public## hai ajii andar kyaa hai baahar kyaa hai ye sab kuchh pahachaanatii hai ye jo ##public## \threedots ye chaahe to sar pe biThaa le chaahe phe.nk de niiche pahale ye piichhe bhaage phir bhaago isake piichhe are dil TuuTe to are ye ruuThe to taubaa kahaa.N phir maanatii hai ye jo ##public## \threedots kyaa netaa kyaa abhinetaa de janataa ko jo dhokhaa pal me.n shoharat u.D jaa_e jyo.n ek pavan kaa jho.nkaa are zor na karanaa are shor na karanaa zor na karanaa shor na karanaa apane shahar me.n shaa.nti hai ye jo ##public## \threedots hiire\-motii tumane chhupaa_e kuchh ham log na bole ab aaTaa\-chaaval bhii chhupaa to bhuukho.n ne mu.Nh khole are bhiikh na maa.Nge karz na maa.Nge ye apanaa haq maa.Ngatii hai ye jo ##public## \threedots % #endindian \endsong