% \startsong \stitle{ai yaar sun yaarii terii mujhe zindagii se bhii}% \film{Suhaag}% \year{1979}% \starring{Amitabh, Shashi Kapoor, Rekha, Paravin Babi, Nirupa Roy, Amjad}% \singer{Rafi, Asha, Shailendra Singh}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11290 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ai yaar sun yaarii terii mujhe zindagii se bhii pyaarii hai \-2 javaab ik nahii.n hamaaraa kahii.n ba.Dii Kuub jo.Dii hamaarii hai ai yaar sun \threedots kyaa dekhataa huu.N mai.n kab dekhataa huu.N terii nazar se sab dekhataa huu.N terii qasam ye haath hai.n mere magar in haatho.n me.n taaqat tumhaarii hai ai yaar sun \threedots dil me.n lagaa_ii hai tasviir terii teraa nasiibaa hai taqadiir merii tum dono.n ne jo kuchh kahaa maine sunaa magar ab suno merii baarii hai ai yaar sun \threedots hamase jo ulajhe vo hogaa diivaanaa aavaaz tuu de mai.n baa.Ndhuu.N nishaanaa u.Date hu_e pa.nchhii ke par ham kaaT le.n ki mai.n jaal huu.N tuu shikaarii hai ai yaar sun \threedots ham hai.n javaanii ke din\-raat jaise lagataa hai bachapan se hai saath jaise dil yaar kaa jaa.N yaar kii apanaa hai kyaa ye vardii bhii to sarakaarii hai ai yaar sun \threedots % #endindian \endsong