% \startsong \stitle{ko_ii ishq me.n paagal hotaa hai ... vo ishq kaa matalab samajhegaa}% \film{Teraa Jaadu Chal Gayaa}% \year{2000}% \starring{Abhishek Bachchan, Kirti Reddy}% \singer{Shankar Mahadevan}% \music{Ismail Darbar}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ko_ii ishq me.n paagal hotaa hai ko_ii ishq me.n banataa hai diivaanaa ye ishq junuun hai chaahat hai mushkil hai isako samajhaanaa vo ishq kaa matalab samajhegaa yahaa.n ishq jise ho jaa_egaa haay mahasuus nahii.n hone degaa ho ho mahasuus nahii.n hone degaa dil chupake se kho jaa_egaa haay vo ishq kaa matalab \threedots huu.N ye ishq to aisaa jaaduu hai haay jo kisii pe bhii chal jaataa hai ko_ii ishq me.n suulii cha.Dhataa hai ko_ii taajamahal banavaataa hai ye ishq hai jho.nkaa khushbuu kaa ho ho ye ishq hai jho.nkaa khushbuu kaa sabakii saa.Nse.n mahakaa_egaa haay vo ishq kaa matalab \threedots naa ishq kii ko_ii bolii hai haay naa ishq kii ko_ii bhaaShaa hai naa pa.Dhaa kisii ne bhii isako haay phir bhii ye sabako aataa hai kaise karate hai.n ishq yahaa.n ho ho kaise karate hai.n ishq yahaa.n ye ishq ko ishq sikhaa_egaa haay vo ishq kaa matalab \threedots % #endindian \endsong