% \startsong \stitle{ek aa.Nkh maaruu.N to ... chhorii paT jaa_e}% \film{Tohfaa}% \year{1984}% \starring{Jitendra, Sridevi, Jayaprada}% \singer{Kishor, Asha}% \music{Bappi Lahiri}% \lyrics{Indivar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10077 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ki \: ( ek aa.Nkh maaruu.N to ) \-2 paradaa haT jaa_e duujii aa.Nkh maaruu.N kalejaa kaT jaa_e ( dono.n aa.Nkhe.n maaruu.N to ( chhorii paT jaa_e ) \-2 ) \-2 aa \: bhanakas ek aa.Nkh maaruu.N to rastaa ruk jaa_e duujii aa.Nkh maaruu.N zamaanaa jhuk jaa_e ( dono.n aa.Nkhe.n maaruu.N to ( chhoraa paT jaa_e ) \-2 ) \-2 ki \: he bhanakas aa \: kuchh miiThii kuchh khaTTii baate.n hai.n aTapaTii terii a.nguuro.n ke jaisii ki \: naTakhaTii naTakhaTii chaTapaTii chaTapaTii javaanii mirchii ke jaisii aa \: ho.nTho.n pe mirchii jo rakh legaa tuu tarase jo ek baar chakh legaa tuu ki \: yauvan pe chalataa nahii.n qaabuu sholo.n se khele.nge mai.n aur tuu aa \: ek aa.Nkh maaruu.N \threedots ki \: biij aur paanii mile to javaanii aa jaa_e kheto.n pe aise aa \: ham tum mile.nge to milate rahe.nge laharaa_e.nge fasalo.n ke jaise ki \: ganne ke kheto.n me.n mai.n aur tuu sune.nge koyal kii kuu kuu kuu aa \: tuu ho mere mai.n tere ruu\-ba\-ruu chhup chhup ke dono.n kare.n guftaguu ki \: ek aa.Nkh maaruu.N \threedots % #endindian \endsong