% ITRANS SONG \startsong \stitle{agar mai.n kahuu.N mujhe tumase mohabbat hai}% \film{Lakshya}% \year{2004}% \starring{Amitabh Bachchan, Hrithik Roshan, Preity Zinta}% \singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}% \music{Shankar Ehsaan Loy}% \lyrics{Javed Akhtar}% % Contributor: V S Rawat, 30 Jul 2004 % Series: GEETanjali \printtitle #indian u \: ( agar mai.n kahuu.N mujhe tumase mohabbat hai merii bas yahii chaahat hai to kyaa kahogii ) \-2 a \: mai.n tumase kahuu.Ngii is baat ko agar tum zaraa aur sajaa ke kahate zaraa ghumaa\-phiraa ke kahate to achchhaa hotaa u \: ( agar mai.n kahuu.N tumako jab dekhuu.N lagatii ho jaise na_ii ho.nTh hai.n pa.nkha.Dii phuul kii aa.Nkhe.n jaise juganuu chamakate huye soche meraa ye dil dha.Dakate huye agar mai.n kahuu.N \-2 ye jo cheharaa hai jaise ko_ii chaa.Nd hai to kyaa kahogii a \: mai.n tumase kahuu.Ngii mujhako bhuule se bhii chaa.Nd tum na kaho chaa.Nd me.n to ka_ii daaG hai.n mujhe phuul na kahanaa wo murajhaate hai.n juganuu bhii na kahanaa wo kho jaate hai.n ye baate.n puraanii hai.n jo mujhako sunaanii hai.n kisii aur adaa se kahate zaraa ghumaa phiraa ke kahate to achchhaa hotaa u \: agar mai.n kahuu.N mujhe tumase mohabbat hai merii bas yahii chaahat hai to kyaa kahogii agar mai.n kahuu.N \-2 baate.n sun ke tumhaarii mai.n hairaan huu.N jo bhii kahanaa hai kaise kahuu.N lagataa tumhe.n kuchh bhii achchhaa nahii.n sach ko bhii kahatii ho sachchaa nahii.n a \: agar mai.n kahuu.N \-2 tumhe.n pataa nahii.n hai kyo.n hai pyaar mujhe bhii tumase to kyaa kahoge u \: mai.n tumase kahuu.Ngaa mere dil kaa hai ye kahanaa ham ko hai saath me.n rahanaa a \: ye dono.n ke dil me.n hai naa to phir kyo.n kahanaa u \: agar mai.n kahuu.N a \: to mai.n tumase kahuu.Ngii #endindian \endsong