% ITRANS SONG \startsong \stitle{chale ho kahaa.N karake jii bekaraar}% \film{Bhaagam Bhaag}% \year{1956}% \starring{Kishore Kumar, Shashikala, Smriti Biswas}% \singer{Asha, Rafi}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004 % Song Courtesy: http://www.indianscreen.com \printtitle #indian % The following prelude mentioned in kosh was not in the version I have masiihaa ban ke biimaaro.n ko aa \: chale ho kahaa.N chale ho kahaa.N karake jii bekaraar \-2 o saiyaa.N raajaa o saiyaa.N raajaa dil me.n samaa ke chale ho kahaa.N karake jii bekaraar o piyaa na jaa re merii qasam \-2 o mai.n to mar jaa_uu.Ngii re sanam \-2 o saiyaa.N raajaa o saiyaa.N raajaa dil me.n samaa ke ra \: bhuulane waalii, dekh liyaa teraa pyaar o jhuuThii\-jhuuThii tuu qasame.n na khaa \-2 o gorii jaane de dil naa jalaa \-2 nikaalaa hame.n nikaalaa hame.n ghar me.n bulaa ke aa \: chale ho kahaa.N karake jii bekaraar \-2 o aajaa tujhape luTaa duu.N ye pyaar \-2 o dil kii bagiyaa nazar kii bahaar \-2 o saiyaa.N raajaa o saiyaa.N raajaa dil me.n samaa ke ra \: bhuulane waalii, dekh liyaa teraa pyaar agar ye sach hai to raazii hai.n ham \-2 tuu merii gorii mai.n teraa balam \-2 nikaalaa hame.n nikaalaa hame.n ghar me.n bulaa ke aa \: chale ho kahaa.N karake jii bekaraar \-2 ra \: bhuulane waalii, dekh liyaa teraa pyaar \-2 #endindian \endsong