% \startsong \stitle{aa jaao ta.Dapate hai.n aramaa.N, ab raat guzarane vaalii hai}% \film{Aawaara}% \year{1951}% \starring{Raj Kapoor, Nargis, Prithviraj Kapoor}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Urzung Khan % \printtitle #indian % aa jaao ta.Dapate hai.n aramaa.N, ab raat guzarane vaalii hai ab raat guzarane vaalii hai mai.n ro_uu.N yahaa.N tum chup ho vahaa.N ab raat guzarane vaalii hai \- 2 aa jaao \threedots o \threedots chaa.Nd kii ra.ngat u.Dane lagii lo taaro.n ke dil ab Duub gae, Duub gae hai dard bharaa bechain samaa.n, ab raat guzarane vaalii hai ab raat guzarane vaalii hai ik chaa.Nd ke Dole me.n aayii nazar ye chaa.Nd kii dulhan chal dii kidhar, chal dii kidhar aavaaz to do khoye ho kahaa.N, ab raat guzarane vaalii hai ab raat guzarane vaalii hai ghabaraa ke nazar bhii haar gayii taqadiir ko bhii nii.nd aane lagii, nii.nd aane lagii tum aate nahii.n, mai.n jaa_uu.N kahaa.N, ab raat guzarane vaalii hai ab raat guzarane vaalii hai % #endindian \endsong %