% \startsong \stitle{ajiib daastaa.n hai ye, kahaa.N shuruu kahaa.N khatam}% \film{Dil Apana Aur Preet Parayee}% \year{1959}% \starring{Meena Kumar, Nadira, Helen, Raj Kumar}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Sudha Malhotra (smalho01@cps.plnin.gmeds.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Sep 7 1995 % Credits: Malini K. Murthy (f1849@cleveland.Freenet.Edu) % Nekuben (nekuben@aol.com) % preetham@connectinc.com (Preetham Gopalaswamy) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % ajiib daastaa.n hai ye kahaa.N shuruu kahaa.N khatam ye ma.nzile.n hai kaun sii na vo samajh sake na ham ajiib daastaa.n\threedots (ye roshanii ke saath kyo.n dhuaa.N uThaa chiraag se) \-2 ye Kvaab dekhatii huu.N mai.n ke jag pa.Dii huu.N Kvaab se ajiib daastaa.n\threedots (kisiikaa pyaar leke tum nayaa jahaa.N basaaoge) \-2 ye shaam jab bhii aaegii tum hamako yaad aaoge ajiib daastaa.n\threedots (mubaarake.n tumhe.n ke tum kisiike nuur ho gae) \-2 kisiike itane paas ho ke sabase duur ho gae ajiib daastaa.n\threedots % #endindian \endsong %