% ITRANS Song # % \startsong \stitle{dekhanaa mere sar se ... chup chup ke chhup chhup ke}% \film{Bunty Aur Babli}% \year{2005}% \starring{Abhishek, Rani Mukherjee}% \singer{Sonu Nigam, Mahalaxmi Iyer}% \music{Shankar-Ehsaan-Loy}% \lyrics{Gulzar}% % % Audio on: Yash Raj Music % Tags: % Contributor: Vinay P Jain % Transliterator: Vinay P Jain % Date: 26 Apr 2005 % Series: Angoor Ka Daana % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % sonU: dekhanaa mere sar se \threedots aasamaa.N u.D gayaa hai \threedots dekhanaa mere sar se aasamaa.N u.D gayaa hai dekhanaa aasamaa.N ke sire khul gae hai.n zamii.n se \- 2 (puruSh koras: chup\-chup ke chhup\-chhup ke sonuu: chorii se chorii puruSh koras: chup\-chup ke chhup\-chhup ke re) \-3 mahA: dekhanaa kyaa huaa hai ye zamii.n bah rahii hai dekhanaa paaniyo.n me.n zamii.n ghul rahii hai kahii.n se sonU: dekhanaa aasamaa.N ke sire khul gae hai.n zamii.n se strii koras: chup\-chup ke chhup\-chhup ke chorii se chorii chup\-chup ke chhup\-chhup ke re \-2 sonU: hosh me.n mai.n nahii.n, ye Gashii bhii nahii.n is sadii me.n kabhii, ye huaa hii nahii.n mahA: jism ghulane lagaa, ruuh galane lagii paa.Nv rukane lage, raah chalane lagii sonU: aasamaa.N baadalo.n par karavaTe.n le rahaa hai dekhanaa aasmaa.N hii barasane lage na zamii.n pe mahA: ye zamii.n paaniyo.n pe Dubakiyaa.N le rahii hai dekhana uThake pairo.n pe chalane lage na kahii.n pe strii koras: chup\-chup ke chhup\-chhup ke chorii se chorii chup\-chup ke chhup\-chhup ke re \-2 sonU: tum kaho to ruke.n, tum kaho to chale.n ye junuu.N hai agar to junuu.N soch le.n mahA: tum kaho to ruke.n, tum kaho to chale.n mujhako pahachaanatii hai.n kahaa.N ma.nzile.n sonU: dekhanaa mere sar se aasamaa.N u.D gayaa hai dekhanaa aasamaa.N ke sire khul gae hai.n zamii.n se mahA: dekhanaa kyaa huaa hai, ye zamii.n bah rahii hai dekhanaa paaniyo.n me.n zamii.n ghul rahii hai kahii.n se sonU + mahA: chup-chup ke chhup-chhup ke chorii se chorii chup-chup ke chhup-chhup ke re \- 2 chup-chup ke ... ... ke chorii se chorii chup-chup ke ... ... ke re \- 2 sonU + mahA: baNTii kii babalii aur babalii kaa baNTii baNTii kii babalii huii baNTii kii babalii aur babalii kaa baNTii (mahA) baNTii kii babalii (sonU) huii % #endindian \endsong