% ITRANS Song # % \startsong \stitle{naam adaa likhanaa ... kabhii kabhii aas paas}% \film{Yahaan}% \year{2005}% \starring{Jimmi Shergil}% \singer{Shreya Ghoshal, Shaan}% \music{Shantanu Moitra}% \lyrics{Gulzar}% % % Audio on: % Tags: Soft Romantic % Contributor: Vinay P Jain % Transliterator: Vinay P Jain % Date: 24 Aug 2005 % Series: GEETanjali % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % puuchhe jo koI merii nishaanii ra.ng hinaa likhanaa gore badan pe u.Ngalii se meraa naam adaa likhanaa kabhii-kabhii aas-paas chaa.Nd rahataa hai kabhii-kabhii aas-paas shaam rahatii hai aao naa aao naa jehalam* me.n bah le.nge vaadii ke mausam bhii ik din to badale.nge -- aauu.N to subahaa, jaauu.N to meraa naam sabaa likhanaa barf pa.De to barf pe meraa naam duaa likhanaa zaraa-zaraa aag-vaag paas rahatii hai zaraa-zaraa kaa.Nga.Dii kii aa.Nch rahatii hai kabhii-kabhii aas-paas chaa.Nd rahataa hai kabhii-kabhii aas-paas shaam rahatii hai -- jab tum ha.Nsate ho din ho jaataa hai tum gale lago to din so jaataa hai Dolii uThaae aaegaa din to paas biThaa lenaa kal jo mile to maathe pe mere suuraj ugaa denaa zaraa-zaraa aas-paas dhuup rahegii zaraa-zaraa aas-paas ra.ng rahe.nge ##* as pronounced. Same as Jhelam.## % #endindian \endsong