% ITRANS Song # % \startsong \stitle{aa terii tasviir bana luu.N}% \film{Naadan}% \year{1951}% \starring{Dev Anand, Madhubala, Madan Puri}% \singer{Talat Mahmood}% \music{Chic Chocolate}% \lyrics{Pyare Lal Santoshi}% % % Audio on: HMV % Tags: % Contributor: Badr % Transliterator: % Date: 8 Aug 2006 % Series: % Comments: Chic Chocolate was supervised by C Ramchandra % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % aa terii tasviir banaa luu.N mai.n apanii taqadiir banaa luu.N dil ke kore kaagaz par ulfat kii lakiir banaa luu.N aa terii tasviir banaa luu.N mai.n apanii taqadiir banaa luu.N aa (bas isii tarah tum ha.Nsatii raho sharamaatii raho, bas ha.Nsatii raho )\-2 bas isii tarah in aa.Nkho.n se tum nayii adaa dikhalaatii raho dekh tumhaarii pyaarii jhaa.Nkii mai.n biga.Dii taqadiir banaa luu.N aa terii tasviir banaa luu.N mai.n apanii taqadiir banaa luu.N aa (mastii se jhuume terii adaa kuchh apanaa pataa, na ho dil kaa pataa)\-2 mai.n tab tak hosh me.n aa na sakuu.N jab tak na mile daaman se hawaa dil tere haatho.n me.n de kar dil kaa daamanagiir banaa luu.N aa terii tasviir banaa luu.N mai.n apanii taqadiir banaa luu.N dil ke kore kaagaz par ulfat kii lakiir banaa luu.N aa terii tasviir banaa luu.N mai.n apanii taqadiir banaa luu.N aa % #endindian \endsong