% ITRANS Song #21140 % \startsong \stitle{a.Nkhiyo.n me.n chhoTe\-chhoTe sapane sajaa_ike}% \film{Naukar}% \year{1978}% \starring{Sanjeev Kumar}% \singer{Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Audio on: % Tags: lorii, lullaby, father-daughter song % Contributor: Pramod Harvey, Andy J. Lucyshyn & Rajiv Shridhar % Transliterator: Pramod Harvey, Andy J. Lucyshyn & Rajiv Shridhar % Date: 22 Nov 2006 % Series: % Comments: The lyrics is similar to that sung by Lata except for the last para. Andy and Rajiv contributed the Lata version. I took it up and substituted the last para. That is why I've named both of them also as contributors. % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % (a.Nkhiyo.n me.n chhoTe\-chhoTe sapane sajaa_ike ba.Nhiyo.n me.n ni.ndiyaa ke pa.nkh lagaa_ike cha.ndaa me.n jhuule merii biTiyaa raanii chaa.Ndanii re jhuum, ho, chaa.Ndanii re jhuum) (2) yahii to kalii hai pyaarii merii saarii bagiyaa me.n ho, yahii to kalii hai pyaarii merii saarii bagiyaa me.n mai.nne yahii motii paayaa jiivan nadiyaa me.n mamataa luTaa_uu.N aisii mach jaae dhuum chaa.Ndanii re jhuum, ho, chaa.Ndanii re jhuum kyaa kyaa mai.nne tere liye bhes banaayaa hai ho kyaa kyaa mai.nne tere liye bhes banaayaa hai kyaa nahii.n biitii phir bhii tujhe bahalaayaa hai tere lie mai.n rahaa galii galii ghuum chaa.Ndanii re jhuum, ho, chaa.Ndanii re jhuum a.Nkhiyo.n me.n chhoTe\-chhoTe sapane sajaa_ike bahiyo.n me.n ni.ndiyaa ke pa.nkh lagaa_ike cha.ndaa me.n jhuule merii biTiyaa raanii chaa.Ndanii re jhuum, ho, chaa.Ndanii re jhuum (2) % #endindian \endsong