% ITRANS Song #21178 % \startsong \stitle{ek din haatim\-e\-taa_ii se kisiine puuchhaa}% \film{Hatimtai Ki Beti}% \year{1955}% \starring{Mahipal, Chitra}% \singer{Talat Mahmood, Balbir, chorus}% \music{A R Quraishi}% \lyrics{Kaifi Azmi}% % % Audio on: % Tags: Qawwali % Contributor: Badr % Transliterator: Badr % Date: 24 Jan 2007 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % ta.: ek din haatim\-e\-taai se kisiine puuchhaa kyuu.N musiibat me.n giraftaar tuu rahataa hai sadaa ba.: duusaro.n ke lie kyuu.N phirataa hai maaraa maaraa bole kuchh aur nahii.n jaanataa huu.N isake siwaa ta.: jab yahaa.N se jaa_uu.Ngaa mai.n aur kyaa le jaa_uu.Ngaa ko.: jab yahaa.N se jaa_uu.Ngaa mai.n aur kyaa le jaa_uu.Ngaa ta.: ek nekii ik bhalaa_ii ik duaa le jaa_uu.Ngaa ko.: jab yahaa.N se jaa_uu.Ngaa mai.n aur kyaa le jaa_uu.Ngaa ta.: chaar din kii zi.ndagaanii aur duniyaa chand roz chaar din kii ye saraa hai jisame.n rahanaa chand roz ba.: kyuu.N na kar jaa_uu.N jahaa.N me.n naam apanaa chand roz ko.: kyuu.N na kar jaa_uu.N jahaa.N me.n naam apanaa chand roz ta.: ek apanaa naam yaa apanaa pataa le jaa_uu.Ngaa ko.: jab yahaa.N se jaa_uu.Ngaa mai.n aur kyaa le jaa_uu.Ngaa ta.: ek nekii ik bhalaa_ii ik duaa le jaa_uu.Ngaa ko.: jab yahaa.N se jaa_uu.Ngaa mai.n aur kyaa le jaa_uu.Ngaa ba.: maut ke tuufaan me.n i.nsaan jab bah jaaegaa hiiraa motii sonaa chaa.Ndii sab yahii.n rah jaaegaa ta.: jaate jaate jaane waalaa bas yahii kah jaaegaa ko.: jaate jaate jaane waalaa bas yahii kah jaaegaa ta.: mai.n yahaa.N laayaa thaa kyaa aur saath kyaa le jaa_uu.Ngaa ko.: jab yahaa.N se jaa_uu.Ngaa mai.n aur kyaa le jaa_uu.Ngaa ta.: ek nekii ik bhalaa_ii ik duaa le jaa_uu.Ngaa ko.: jab yahaa.N se jaa_uu.Ngaa mai.n aur kyaa le jaa_uu.Ngaa ta.: Kaak kaa putalaa huu.N mai.n aur Kaak me.n mil jaa_uu.Ngaa ba.: biij jaise bouu.Ngaa vaise hii phal mai.n paa_uu.Ngaa ta.: ab nahii.n sochaa to marate dam bahut pachhataa_uu.Ngaa ko.: ab nahii.n sochaa to marate dam bahut pachhataa_uu.Ngaa ta.: daaman\-e\-hastii gunaaho.n se bharaa le jaa_uu.Ngaa ko.: jab yahaa.N se jaa_uu.Ngaa mai.n aur kyaa le jaa_uu.Ngaa ta.: ek nekii ik bhalaa_ii ik duaa le jaa_uu.Ngaa ko.: jab yahaa.N se jaa_uu.Ngaa mai.n aur kyaa le jaa_uu.Ngaa ta., ba., ko.: jab yahaa.N se jaa_uu.Ngaa mai.n aur kyaa le jaa_uu.Ngaa % #endindian \endsong