% ITRANS Song #21275 % \startsong \stitle{apano.n ko kab he shyaam mukh dikhalaaoge}% \film{Mere Jeevan Saathi}% \year{1972}% \starring{Rajesh Khanna}% \singer{Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Audio on: HMV % Tags: Bhajan % Contributor: Asif Alvi % Transliterator: Asif Alvi % Date: 15 Aug 2007 % Series: THGHT % Comments: Simply brilliant composition, especially in the line 'aao kanhaaii mere dhaam' where the rhythm makes a sharp turn. % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % apano.n ko kab he shyaam apano.n ko kab he shyaam mukh dikhalaaoge aise me.n aaye na phir kab aaoge ( ekal vekal pa.nth nihaare ) 2 tumhare daras ko pyaase tamaam ki din se ho ga_ii shaam aao kanhaaii mere dhaam ki din se ho ga_ii shaam ban me.n aur bastii me.n dekhaa hai chahu.N or tab tumase baa.Ndhii hai aashaao.n kii Dor ( ab ulajhaao yaa sulajhaao ) 2 aan pa.Daa hai tumase hii kaam ki din se ho ga_ii shaam aao kanhaaii mere dhaam ki din se ho ga_ii shaam is man me.n aa jaao naino.n ke paT khol saa.Nso.n me.n dha.Dakan me.n mohan tumhare bol ( tumako nahii.n to kisako pukaaruu.N ) 2 mujhako to aaye ek hii naam ki din se ho ga_ii shaam aao kanhaaii mere dhaam ki din se ho ga_ii shaam aao kanhaaii mere dhaam ki din se ho ga_ii shaam % #endindian \endsong