% ITRANS Song #21322 % \startsong \stitle{meraa jhumakaa uThaake ... aajaa nachale}% \film{Aaja Nachle}% \year{2007}% \starring{Madhuri Dixit}% \singer{Sunidhi Chauhan}% \music{Salim-Sulaiman}% \lyrics{Piyush Mishra}% % % Audio on: % Tags: % Contributor: Vinay P Jain % Transliterator: Vinay P Jain % Date: 12 Dec 2007 % Series: navagiit % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % jhanak jhanak jhan khanak khanak khan jhanak jhanak khanak khanak khan khan meraa jhumakaa uThaake laayaa yaar we jo giraa thaa barelii ke baazaar me.n mai.n to Thumakaa lagaake sharmaa gaI bolii ghuu.Nghar ba.Ndhaa de ki mai.n aa gaI mujhako uThaake nach le aajaa nach le nach le mere yaar tuu nach le chhanak chhanak chhanakaar ho~ nach le nach le mere yaar tuu nach le ab to luTaa hai baazaar sabako bhulaa ke nach le aajaa nach le ... (nach le nach le zaraa nach le nach le chhat pe bulaa ke nach le nach le nach le zaraa nach le nach le jhaT se uThaa ke nach le) 2 (mai.nne Galatii karii thii merii nathanii pa.Dii thii) 2 ki sone me.n usako ra.Ngaa gaI mai.n ra.Ngaa ke aTariyaa pe aa gaI o mohalle me.n kaisii maaraamaar hai bole mochii bhii Khud ko sunaar hai sabako nachaa ke nach le aajaa nach le ... (mai.n to kamasin kalii thii zaraa tan ke chalii thii) 2 aage jaake galii me.n bal khaa gaI muii jaane jawaanii kab aa gaI mere sadake zamaane kii kamaaii re mujhe detaa udhaarii halawaaii re sabako nachaa ke nach le aajaa nach le ... % #endindian \endsong