% \startsong \stitle{are na na na na na na tobaa tobaa}% \film{Mr. and Mrs. 55}% \year{1955}% \starring{Johnny Walker, Yasmin}% \singer{Rafi, Geeta}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Ikram Ahmed Khan (iak1111@tamu.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Wed Aug 2 1995 % Credits: Surajit % \printtitle #indian % gii: are na na na na na na tobaa tobaa % % Yes toba and not tauba mai.n na pyaar karuu.Ngii % % Some singing license used mai.n na pyaar karuu.Ngii kabhii kisiise tobaa re balam tobaa tobaa ra: are vaah vaah vaah vaah aisaa ka_i_saa hogaa tobaa kaay_ko karataa % % Some more license used on kaisa tobaa kaay_ko karataa pyaar se Darataa % % and kaaheko aisaa re sanam ka_i_saa hogaa ra: (dard\-e\-jigarr se mai.n ##weak## huu.N bahut, karro aisaa naa julam are ho jaaye.ngaa ##phail## abhii ##hearrt## hamaarraa tere sarrr kii kasam!)\-2 gii: (chhi chhi chhi chhi chhi chhii, karo naa aisii baat dekho dekho dekho, chho.Do jii meraa haath)\-2 ra: are vaah vaah vaah vaah aisaa ka_i_saa hogaa \threedots ra: (tuu jo kahe dharatii me.n kuaa.N khod Daaluu.N, duu.N ye duniyaa ujaa.D tuu jo kahe cha.Dh jaauu.N lambe\-lambe pe.D, uu.Nche\-uu.Nche yah pahaa.D) \-2 gii: riichh kaa tuu a.nkal, bandar kaa tuu baap ra: maaraa baap! gii: Thoko nahii.n ba.nDal, raho jii chup\-chup riichh kaa tuu a.nkal, bandar kaa tuu baap Thoko nahii.n ba.nDal, raho jii chup\-chup ra: are vaah vaah vaah vaah aisaa ka_i_saa hogaa \threedots sach kaho raat ko akele me.n dha.Dakataa to hogaa teraa dil karataa to hogaa teraa man karuu.N do\-do batiyaa.N kisii se hilamil gii: huu.N mai.n ko_ii rogii, ajab terii baat, sotii huu.N maze se mai.n saarii saarii raat ra: em ke? gii: huu.N mai.n ko_ii rogii, ajab terii baat, sotii huu.N maze se mai.n saarii saarii raat ra: are vaah vaah vaah vaah aisaa ka_i_saa hogaa \threedots % #endindian \endsong %