% \startsong \stitle{apane pyaar ke sapane sach hue}% \film{Barsaat Ki Ek Raat}% \year{}% \starring{Amitabh, Rakhee, Amjad Khan, Utpal Dutt, Asrani, Prema Narayan}% \singer{Lata, Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Nita % Transliterator: Nita % Date: 15th March, 2000 % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % lataa: apane pyaar ke sapane sach hue ho.nTho.n pe giito.n ke phuul khil gae saarii duniyaa.N chho.D ke man miit mil gae apane pyaar ke \threedots kishor: apane pyaar ke sapane sach hue lataa: pal bhar ko mile jo a.nkhiyaa.N dekhuu.N mai.n sunii hai.n jo batiyaa.N pa.Dh luu.N mai.n tore naino.n kii patiyaa.N kishor: binaa dekhe tum dekho merii aa.Nkho.n se lataa: apane pyaar ke \threedots dono.n: apane pyaar ke \threedots kishor: kaa.NTo.n se bharii thii jo galiyaa.N un me.n khilii hai.n ab kaliyaa.N jhuumo naacho manaao ra.ngareliyaa.N lataa: chalo sajanaa kahe.n chalake saare logo.n se kishor: apane pyaar ke \threedots dono.n: apane pyaar ke \threedots lataa: ab jab mile jiivan o sajanaa tum hii mujhe pahanaao ka.nganaa kishor: terii Dolii ruke mere a.nganaa lataa: meraa ghu.nghaTaa tum kholo apane haatho.n se dono.n: apane pyaar ke sapane sach hue ho.nTho.n pe giito.n ke phuul khil gae saarii duniyaa chho.D ke man miit mil gae apane pyaar ke \threedots % #endindian \endsong %