% \startsong \stitle{bha.Nvaraa ba.Daa naadaan haay}% \film{Sahib Biwi Aur Ghulam}% \year{1962}% \starring{Guru Dutt, Meena Kumari, Waheeda Rehman, Rehman}% \singer{Asha}% \music{Hemant}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: Vandana Venkatesan % Transliterator: Vandana Venkatesan % Editor: Rajiv Shridhar % Date: 11/02/1996 % Comments: Guru Dutt Films Pvt. Ltd. % \printtitle #indian % bha.Nvaraa ba.Daa naadaan haay bagiyan kaa mehamaan haay phir bhii jaane na jaane na jaane na kaliyan kii musakaan haay bha.Nvaraa ba.Daa naadaan \threedots kabhii u.D jaaye kabhii ma.nDaraaye bhed jiyaa ke khole na saamane aaye nain milaaye mukh dekhe kuchh bole na, vo mukh dekhe kuchh bole na bha.Nvaraa ba.Daa naadaan haay \threedots akhiyo.n me.n rajake chale bach bachake jaise ho koii begaanaa rahe sa.Ng dil ke mile nahii.n milake banake rahe vo anjaanaa, ho banake rahe vo anjaanaa bha.Nvaraa ba.Daa naadaan haay \threedots koii jab roke koii jab Toke gun gun karataa bhaage re na kuchh puuchhe na kuchh buujhe kaisaa anaa.Dii laage re, vo kaisaa anaa.Dii laage re bha.Nvaraa ba.Daa \threedots % #endindian \endsong %