% \startsong \stitle{aa mere raa.Njhanaa}% \film{Heer}% \year{1956}% \starring{Nutan,Pradeep Kumar}% \singer{Lata}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: Srinivas Ganti % Corrections: Amarendra R Nargundkar % Date:26 July,2001 % \printtitle #indian % aa mere raa.Njhanaa, ruKsat kaa hai samaa.N aa.Nkho.n me.n dam hai, labo.n pe rukii hai jaa.N) (2) aane lagii maut kii sadaa, ab meraa kaaravaa.N chalaa (2) aa bhii jaa tere qadamo.n pe vaar duu.N ye jaan-e-naatavaa.N aa mere raa.Njhanaa, ruKsat kaa hai samaa.N aa.Nkho.n me.n dam hai, labo.n pe rukii hai jaa.N sun merii aaKarii fuGaa.N, rukane lagii merii zubaa.N (2) Katm hone ko hai ab jahaan se ulfat kii daastaa.N aa mere raa.Njhanaa, ruKsat kaa hai samaa.N aa.Nkho.n me.n dam hai, labo.n pe rukii hai jaa.N aa mere raa.Njhanaa % #endindian \endsong %