% \startsong \stitle{aaj achaanak TuuT gaye kyo.n, man viinaa ke taar }% \film{Kinare Kinare}% \starring{Dev Anand,Meena Kumari}% \singer{Lata}% \music{Jaidev}% \lyrics{Nyay Sharma}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:17 June,2001 % Comments:LATAnjali % \printtitle #indian % aaj achaanak TuuT gaye kyo.n, man viinaa ke taar (man viinaa ke taar)\-4 ghuma.D\-ghuma.D kar ghir\-ghir aaii, duHkh kii ghor ghaTaaye.n dil kahataa hai man hii man me.n, ghuT\-ghuT kar mar jaaye.n (aramaano.n kaa jalaa baseraa)\-2 aa.Nsuu hai.n laachaar aa.Nsuu hai.n laachaar re aa.Nsuu hai.n laachaar man viina ke taar \threedots laharo.n me.n patavaar ? kar, maa.njhii kaa ? dhaaraa duubii naiyyaa,duubii aashaa, duubaa duur kinaaraa (kis se kahuu.N mai.n mere khevaiyaa ?)\-2 le chal nadiyaa paar le chal nadiyaa paar re man viinaa ke taar \threedots % #endindian \endsong %