% \startsong \stitle{baa.Nsuriyaa kaahe bajaa_ii}% \film{Aagosh}% \year{1953}% \starring{Nasir Khan, Nutan}% \singer{Lata, Sudha Malhotra}% \music{Roshan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Hrishi Dixit % Transliterator: % Date: July 2, 1999 % Credits: % Comments: LATAnjali series % \printtitle #indian % lataa: baa.Nsuriyaa kaahe bajaa_ii bin sune rahaa nahii.n jaaye re sudhaa: miiThii nazar kaahe milaa_ii bin dekhe rahaa nahii.n jaaye re lataa: baa.Nsuriyaa kaahe bajaa_ii bin sune rahaa nahii.n jaaye re lataa: jaane an_jaane jab mukh pe kisii ke aaye teraa naam, teraa naam jaane an_jaane sar se sarak jaaye chunarii sahelii kare badanaam, badanaam hove re hamarii jagat ha.Nsaa_ii re kaanhaa baa.Nsuriyaa kaahe bajaa_ii bin sune rahaa nahii.n jaaye re sudhaa: miiThii nazar kaahe milaa_ii bin dekhe rahaa nahii.n jaaye re sudhaa: ha.Ns ha.Ns jaaduu kar jaave.n do nain tere, nain tere ye do nain tere tum jit jaavo ut jaave.n do nain mere, nain mere ye do nain mere ho ga_ii hamarii ni.ndiyaa paraa_ii ho raadhaa miiThii nazar kaahe milaa_ii bin dekhe rahaa nahii.n jaaye re lataa: baa.Nsuriya kaahe bajaa_ii bin sune rahaa nahii.n jaaye re lataa: chho.Do chho.Do hamarii bain bihaarii hame.n chhe.Do naa, chhe.Do naa sudhaa: batiyaa.N banaake batiyaa.N banaake hame.n apanaa banaake mukh phero naa, phero naa prem Dagariyaa ba.Dii dukhadaa_ii re \threedots lataa: kaanhaa baa.Nsuriyaa kaahe bajaa_ii bin sune rahaa nahii.n jaaye re sudhaa: miiThii nazar kaahe milaa_ii bin dekhe rahaa nahii.n jaaye re lataa: bin sune rahaa nahii.n jaaye re sudhaa: o bin dekhe rahaa nahii.n jaaye re % #endindian \endsong %