% \startsong \stitle{bahaaro.n se puuchho nazaaro.n se puuchho}% \film{Fashion}% \year{1957}% \starring{Pradeep Kumar, Anita Guha}% \singer{Hemant}% \music{Hemant}% \lyrics{Bharat Vyas}% % % Contributor: Prithviraj Dasgupta % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: Hemantada... #47 % \printtitle #indian % he: bahaaro.n se puuchho nazaaro.n se puuchho dil kyo.n divaanaa meraa ho gayaa laakh sambhaalaa magar kho gayaa la: bahaaro.n se puuchho nazaaro.n se puuchho dil kyo.n divaanaa meraa ho gayaa laakh sambhaalaa magar kho gayaa la: tuu bhii divaanaa sanam mai.n bhii diivaanii ulfat kii hai ajab kahaanii tu bhii divaanaa sanam mai.n bhii divaanii he: ulfat kii hai ajab kahaanii la: meraa dil teraa kaise ho gayaa do: lakh sambhaalaa magar kho gayaa he: ba.Dane lagii hai ab beqaraarii la: miTane lagii hai nii.nd hamaarii he: dil ko naa jaane ye kyaa ho gayaa la/he: lakh sambhaalaa magar kho gayaa \threedots % #endindian \endsong %