% \startsong \stitle{duniyaa banaane vaale raamojii}% \film{Baap Beti}% \year{1954}% \starring{Nalini Jayawant,Ranjan}% \singer{Lata}% \music{Roshan}% \lyrics{Pradeep}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: % Credits: % Comments: On the occasion of Pradeep's 2nd death Anniversary % \printtitle #indian % duniyaa banaane vaale raamojii gazab saa hai teraa i.ntazaam duniyaa banaane vaale raamojii gazab saa hai teraa i.ntazaam roshanii karane ko roz suuraj aataa raat ko chup\-chaap chaa.Nd paharaa lagaataa daso dishaao.n me.n pavan jam ke dhulaataa(?) laakh parindo.n kaa bhii.D jhuum ke gaataa vaah re vaah re daataa are vaah re vaah re daataa kyaa Kuub teraa kaam duniyaa banaane vaale raamojii \threedots ajab teraa jaaduu hai ajab teraa khel jalate hai.n taaro.n ke diye roz binaa tel aag kaa hotaa nahii.n paanii se kabhii mel phir bhii baadalo.n me.n lagii bijaliyo.n kii bel gahare samandar ke bhii andar hai dhuum dhaam duniyaa banaane vaale raamojii \threedots kuchh zaruur hai terii kudarat me.n karaamaat kuchh zaruur hai kuchh zaruur hai terii kudarat me.n karaamaat tere ishaare pe yahaa.N ban rahii har baat ye zamiin ye gagan, ye prakash ye pavan ye samudr ye pahaa.D ye bhii ? tuu ne har ik pe ? dii hai binaa daam duniyaa banaane vaale raamojii \threedots % #endindian \endsong % % #endindian \endsong %