% \startsong \stitle{bhiigii bhiigii raato.n me.n miiThii miiThii baato.n me.n}% \film{Ajnabee}% \year{}% \starring{Rajesh Khanna, Zeenat Aman, Yogita Bali}% \singer{Kishore, Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % % kishor: bhiigii bhiigii raato.n me.n, miiThii miiThii baato.n me.n aisii barasaato me.n, kaisaa lagataa hai? lataa: (aisaa lagataa hai tum banake baadal, mere badan ko bhigoke mujhe, chhe.D rahe ho o chhe.D rahe ho ) \- 2 lataa: (ambar khele holii uii maa.N bhiigii morii cholii, hamajolii, hamajolii ) \- 2 o, paanii ke is rele me.n saavan ke is mele me.n chhat pe akele me.n kaisaa lagataa hai kishor: aisaa lagataa hai tU banake ghaTaa apane sajan ko bhigoke khel khel rahii ho o khel rahii ho lataa: aisaa lagataa hai tum banake baadal mere badan ko bhigoke mujhe chhe.D rahe ho ho. chhe.D rahe ho kishor: (barakhaa se bachaa luu.N tujhe siine se lagaa luu.N aa chhupaa luu.n aa chhuupaa luu.N ) \- 2 dil ne pukaaraa dekho rut kaa ishaaraa dekho uf ye nazaaraa dekho kaisaa lagataa hai, bolo? lataa: aisaa lagataa hai kuchh ho jaayegaa mast pavan ke ye jhoke.n sai.nyaa dekh rahe ho o dekh rahe ho aisaa lagataa hai tum banake baadal mere badan ko bhigoke mujhe chhe.D rahe ho ho chhe.D rahe ho % #endindian \endsong %