% \startsong \stitle{##Urvashi, Urvashi, take it easy, Urvashi##}% \film{Humse Hai Muqabla}% \year{}% \starring{Prabhu Deva}% \singer{A R Rahman, Noel James, Shankar Mahadevan}% \music{A R Rahman}% \lyrics{P K Mishra}% % % Contributor: Abhay Avachat (abhay.avachat@blr.sni.de) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Mon Aug 7 1995 % Credits: Ikram Ahmed Khan (iak1111@tamu.edu) % Editor: % Comments: The following comments are excerpted from the original posts % -- Rajiv % Abhay: % The English/Hindi words enclosed in [ ] are my comments. Don't mistake % them for words in the song :-) And I _do_ think, this comment on % comments was necessary :-) Because they can be sung in the same tune ! % Please complete it, so that I also succeed in submitting my first ever % contribution to ISB. What a way to start ! % % Ikram: % Jab aapne poochha toh phir answer karna hi hoga!! % Plus, if this is a chance for me to get Abhay Avachat's name in % ISB... :) :) % % \printtitle #indian % (##Rahman##:) marahabaa marahabaa marahabaa, marahabaa marahabaa ##Urvashi, Urvashi, take it easy, Urvashi## % [hai ye ek Hindi gaana, nahiN koi Angrezi] % ....................................... % [ kuchh pata, nahiN chala, ye hai meri babasi ] u.Ngalii jaisii dubalii ko, nahii.n chaahiye ##pharmacy## jiit kaa mantra hai, ##take it easy policy## % [ Kavi ki, Hindi-English, behane-behane policy ] chaar dinakii, chaa.Ndanii. yah javaanii ##fantasy## ##Urvashi, Urvashi, take it easy, Urvashi## (##Mahadevan##:) jaanatii ho hindii me.n pyaar ke kitane akshar? bol do merii khaatir, pyaar ke do hii akshar (##Mahadevan##/##James##:) jiit kaa mantra hai, ##take it easy policy## chaar dinakii, chaa.Ndanii. yah javaanii ##fantasy## (##Rahman##:) chitrahaar me.n bijalii u.D ga_ii (##Mahadevan##/##James##:) ##take it easy policy## (##Rahman##:) pa.Dhane par bhii fel ho gaye (##Mahadevan##/##James##:) ##take it easy policy## (##Rahman##:) baap ne bolaa, ammaa kaa dush.hman (##Mahadevan##/##James##:) ##take it easy policy## (##Rahman##:) paap kare, aur ga.ngaa nahaa_e (##Mahadevan##/##James##:) ##take it easy policy## (##Rahman##:) ##Urvashi, Urvashi, take it easy, Urvashi## (##Mahadevan##:) jaanatii ho itanaa to, badan me.n laakho.n nadii bataa do mujhako itanaa, kahaa.N mai.n pyaar kii nadii (##Mahadevan##/##James##:) jiit kaa mantra hai, ##take it easy policy## chaar dinakii, chaa.Ndanii. yah javaanii ##fantasy## nazar ke mil jaane se hii, shiil to bha.ng nahii.n hotaa billiyaa.N na shaakaahaarii, har koii raan nahii.n hotaa bhalaaii kabhii aurato.n kii, kraa.Ntii ke binaa nahii.n hogii zamaanaa badal gayaa pyaare, puraanii baat nahii.n hogii (##Rahman##:) filam dekhane vo nahii.n aaii (##Mahadevan##/##James##:) ##take it easy policy## (##Rahman##:) bagal siiT par buDh.hDhii ho to (##Mahadevan##/##James##:) ##take it easy policy## (##Rahman##:) ##Sunday## ko bhii chhuT.hTii na ho (##Mahadevan##/##James##:) pyaar kare aur noT bhii maa.Nge ##take it easy policy## (##Rahman##:) ##Urvashi, Urvashi, take it easy, Urvashi## u.Ngalii jaisii dubalii ko, nahii.n chaahiye faarmasii jiit kaa mantra hai, ##take it easy policy## chaar dinakii, chaa.Ndanii. yah javaanii ##fantasy## (##Mahadevan##/##James##:) agar la.Dakii ko a.ndhere me.n, aa.Nkh maarii to hogaa kyaa? agar aazaadii na ho to, svarg milane se hogaa kyaa? ##class## me.n ##figure## nahii.n ho to, vahaa.N pa.Dhane se hogaa kyaa? biis kii umr kaa jo hai khel, saaTh me.n khelake hogaa kyaa? % #endindian \endsong %