% \startsong \stitle{dekhaa ek Kvaab to ye silasile hue}% \film{Silsila}% \year{}% \starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Rekha}% \singer{Lata, Kishore}% \music{Shiv-Hari}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: David Anthony Windsor % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 06/03/1996 % \printtitle #indian % dekhaa ek Kvaab to ye silasile hue duur tak nigaaho.n me.n hai.n gul khile hue ye Gilaa hai aap kii nigaaho.n me.n phuul bhii ho.n darmiyaa.n to faasale hue dekhaa ek \threedots merii saa.Nso.n me.n basii Kushabuu terii ye tere pyaar kii hai jaadugarii terii aavaaz hai havaao.n me.n pyaar kaa ra.Ng hai fizaao.n me.n dha.Dakano.n me.n tere giit hai.n khile hue kyaa kahuu.N ke sharm se hai.n lab sile hue dekhaa ek Kvaab \threedots meraa dil hai terii panaaho.n me.n ab chhupaa luu.N mai.n tujhe baaho.n me.n terii tasviir hai nigaaho.n me.n duur tak roshanii hai raaho.n me.n kal agar na roshanii ke kaafile hue pyaar ke hazaar diip hai.n jale hue dekhaa ek Kvaab \threedots % #endindian \endsong %