% \startsong \stitle{dil Gam se jal rahaa hai jale, par dhuaa.N na ho}% \film{Shama}% \year{1961}% \starring{Nimmi}% \singer{Lata}% \music{Ghulam Mohammad}% \lyrics{Kaifi Azmi}% % % Contributor: Samiuddin Mohammed % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 10/25/1996 % \printtitle #indian % dil Gam se jal rahaa hai jale, par dhuaa.N na ho mumakin hai isake baad koii, imtehaa.n na ho % % (knock knock! "Shama, Shama darwaaza khol do" ) duniyaa to kyaa Kudaa se bhii ghabaraake kah diyaa \-2 vah maharbaa.n nahii.n to koii maharbaa.n na ho dil Gam se \threedots luuTaa Kushii ne aag lagaa dii bahaar ne \-2 barabaad is tarah bhii kisii kaa jahaa.N na ho dil Gam se \threedots ab to vahii.n sukuu.n milegaa mujhe jahaa.N \-2 ye sa.ngadil zamii.n na ho, aasmaa.n na ho dil Gam se jal rahaa hai jale, par dhuaa.N na ho % #endindian \endsong %