% \startsong \stitle{jo samar me.n ho gae amar, mai.n unakii yaad me.n}% \film{non-Film}% \starring{}% \singer{Lata}% \music{Jaidev}% \lyrics{Pt. Narendra Sharma}% % % Contributor: Guri Buxi % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 03/30/1997 % \printtitle #indian % jo samar me.n ho gae amar, mai.n unakii yaad me.n gaa rahii huu.N aaj shradhdhaa.Njalii\-giit dhanyavaad me.n jo samar me.n ho gae amar \threedots lauT kar na aae.nge vijay dilaane vaale viir mere giit a.njalii me.n unake li_e nayan\-niir sa.ng phuul\-paan ke ra.Ng hai.n nishaan ke shuur viir aan ke jo samar me.n ho gae amar \threedots vijay ke phuul khil rahe hai.n, phuul adh\-khile jhare unake khuun se hamaare khet\-baag\-ban hare dhruva hai.n kraa.Nti\-gaan ke suurya nava\-vihaan ke shuur viir aan ke jo samar me.n ho gae amar \threedots vo gae ki rah sake svata.ntrataa svadeshh kii vishva bhar me.n maanyataa ho mukti ke sa.ndesh kii praaN desh\-praaN ke muurti svaabhimaan ke shuur viir aan ke jo samar me.n ho gae amar, mai.n unakii yaad me.n gaa rahii huu.N aaj shradhdhaa.Njalii\-giit dhanyavaad me.n % #endindian \endsong %