% \startsong \stitle{aao huzuur tumako, sitaaro.n me.n le chaluu.N}% \film{Kismat}% \starring{Biswajeet, Babita}% \singer{Asha}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{S H Bihari}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Vandana Venkatesan (vandana@ece.scarolina.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Surajit Bose % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ## [maniacal laughter] hic! ## ham se raushan hai.n chaa.Nd aur taare ham ko daaman samajhiye na Gairat kaa uTh gaye ham gar zamaane se naam miT jaayegaa muhabbat kaa dil hai naazuk kalii se phuulo.n se yah na TuuTe Kayaal rakhiyegaa aur agar aap se yah TuuT gayaa jaan\-e\-jaa.n itanaa hii samajhiiyegaa [Male voice:] kyaa? phir koii baa.Nvarii muhabbat kii apnii zulfe.n nahii.n sa.Nvaaregii aaratii phir kisii kanhaiyaa kii koii raadhaa nahii.n utaaregii, ## hic! ## aao huzuur tumako \threedots aao huzuur tumako, sitaaro.n me.n le chaluu.N \threedots ## hic! ## dil jhuum jaae aisii, bahaaro.n me.n le chaluu.N aao huzuur aao \threedots (hamaraaz hamaKayaal to ho, hamanazar bano tay hogaa zi.ndagii kaa safar, hamasafar bano) \- 2 aa haa haa, o o, ho ho ho, aa haa aa haa haa, o ho ho \threedots ## hic! ## chaahat ke ujale\-ujale nazaaro.n me.n le chaluu.N dil jhuum jaae aisii, bahaaro.n me.n le chaluu.N aao huzuur aao \threedots likh do kitaab\-e\-dil pe koI, aisii daastaa.n jisakii misaal de na sake, saato.n aasamaa.n aa haa haa, o o, ho ho ho, aa haa aa haa haa, o ho ho \threedots ## hic! ## baaho.n me.n baahe.n Daale, hazaaro.n me.n le chaluu.N dil jhuum jaaye aisii, bahaaro.n me.n le chaluu.N aao huzuur aao \threedots % #endindian \endsong %