% ITRANS SONG # rmim0034; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{ajal se husn parastii ... meraa mizaaj la.Dakapan se aashiqaanaa hai}% \film{Saaqi}% \year{1952}% \starring{Premnath, Madhubala}% \singer{Rafi}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % contributor: Animesh Kumar % Transliterator: Animesh Kumar % series: Rafi Veritable Gems % date: mar 18, 2003 % Credits: Hrishi Dixit % \printtitle #indian % ajal se husn parastii likhii thii qismat me.n guzar rahii hai merii zi.ndagii muhabbat me.n (meraa mizaaj la.Dakapan se aashiqaanaa hai)\-3 (mizaaj aashiqaanaa hai)\-3 meraa mizaaj la.Dakapan se aashiqaanaa hai adaa\-e\-husn pe hastii nisaar karataa huu.N meraa to kaam yahii hai ke pyaar karataa huu.N par ek baar nahii.N baar\-baar karataa huu.N ho pyaar karataa huu.N (mere labo.n pe sadaa ishq kaa taraanaa hai)\-2 meraa mizaaj la.Dakapan \threedots mujhe Daraa_e.Ngii kyaa mushqile.n zamaane kii ke mere siine ko aadat hai tiir khaane kii o husn waalo se suurat nahii.N nishaane kii nahii.N nishaane kii (khushii se tiir chalaa_o ye dil nishaanaa hai)\-2 meraa mizaaj la.Dakapan \threedots % #endindian \endsong %