% ITRANS SONG # rmim0153; Created on Jan 26, 2004 % % From: Devendra Sharma (devmbox@yahoo.com) % Date: 2003-01-05 05:17:27 PST % \startsong \stitle{kaan{}haa bajaa{}e ba.nsarii}% \film{Naastik}% \year{1954}% \starring{Nalini Jaywant, Ajit, Ulhas, Raj Mehra}% \singer{Lata, Chorus}% \music{C Ramachandra}% \lyrics{Pradeep}% % % Contributor: Devendra Sharma % Comments: LATAnjali % Date: 5 January, 2003 % \printtitle #indian % kaan{}haa bajaa{}e ba.nsarii aur gwaale bajaa{}e.n ma.njiire ho gopiyaa.N naache.n chhumak chhum gore\-gore haatho.n me.n ka.nganaa khanake cha.nchal paavo.n me.n dekho pai.njaniyaa chhanake Dholak dhamaak bole jhaa.njh bhii jhamaak bole dhuum machii hai jamunaa tiire ho gopiyaa.N naache.n chhumak chhum kaan{}haa bajaa{}e ba.nsarii\threedots naa tan kaa dhyaan rahaa naa man kaa dhyaan re aaj sabhii sundariyaa.N bhuulii hai.n bhaan re sakhiyo.n ke sa.ng sa.ng Thanak rahii hai mR^ida.ng pulakit hai a.ng a.ng man me.n uchhale tara.ng jhuum jhuum kaaminiyaa aisii huii baavalii baalo.n kii laT ulajhii re ho gopiyaa.N naache.n chhumak chhum kaan{}haa bajaa{}e ba.nsarii\threedots chhaayaa bR^i.ndaaban me.n aaj ajab ra.ng hai dharatii chakaraa rahii hai aasamaan da.ng hai kaisaa hai ye kamaal daso.n dishaa{}e.n nihaal jamunaa detii hai taal u.Dane lagii vaijamaal jhukane lagii Daal Daal tham ga{}ii pawan kii chaal baarah gho.Do.n vaalaa suuraj kaa rath bhii chalane lagaa re dhiire dhiire ho gopiyaa.N naache.n chhumak chhum kaan{}haa bajaa{}e ba.nsarii\threedots % #endindian \endsong %